Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meethi Meethi Baaton Se, Bholi Bhaali Ghaaton Se
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | ||||
Parbat (1952) | Shailendra | Masti Bhare Geet | |||||
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram
dur se unhone kiye aise kuch ishare aise kuch ishare
mai to gad gayi jamin me sharam ke mare
dil me koi kil chubhi mai nikalne me lagi
kaise jhamele me dub gayi haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram
jiya kahe har hui nain kahe jiti ho nain kahe jiti
tumse kaise kahu mujhpe jo biti
haar jeet janu na preet reet janu na
kaise jhamele ne lut liya haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram
kahne lage aa mai teri rah ka sahara banu rah ka sahara
bahti nadiya ka bandh mai kinara banu
kuch na bol payi mai muh na khol pai mai
kaise jhamele ne lut liya haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram