Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meer
|
Neeti Mohan, Amit Mishra | Rochak Kohli | ||||
Lucknow Central (2017) | Adheesh Verma | ||||||
o bandeya o bandeya o bandeya o bandeya
o bandeya o bandeya
teri manzilein hui gumshuda phir bhi rasta hai
tera meherman o meer-e-karwan
teri rahon pe rawan ki mere naseebon mein
ho koi to dua
o meer-e-karwan le chal mujhe wahan
ye raat bane jahan subah meer-e-karwan
o meer-e-karwan
ho bas dil ab bas kar bhi
us raah mujhe jana hi nahi
pal do pal ka sath safar fir
hogi juda reh gujar
nadiya thaam kar jo behte rehe
milte wo kinare kahan
tera meherman o meer-e-karwan
teri rahon pe rawan ki mere naseebon mein
ho koi to dua
o meer-e-karwan le chal mujhe wahan
ye raat bane jahan subah meer-e-karwan
o meer-e-karwan
bahar me kyu na dar aati hai
kya bhram jo nazar dikhati hai
ab or kitni ye raat baki
hai raat baki ye raat baki
nigal na jaye tujhe ye saye
gale me ghutti ye sar duaye
bata do bande kyu maat khaye
kyu maat khaye
lage na dil ab lage nahi
lage na dil ab lage nahi
mere pairon tale nikli jo zameen
is basti mein tha mera ghar
usey kis ki lagi phir nazar
wo jo sapno ka tha kafila
aisa jhulsa ki ab hai duan
tera meherman o meer-e-karwan
teri rahon pe rawan ki mere naseebon mein
ho koi to dua
o meer-e-karwan le chal mujhe wahan
ye raat bane jahan subah meer-e-karwan
o meer-e-karwan
chal akela rahi chal chal akela rahi
hafiz tera ilahi hafiz tera ilahi
chal akela rahi chal chal akela rahi
hafiz tera ilahi hafiz tera ilahi
chal akela rahi chal chal akela rahi
hafiz tera ilahi hafiz tera ilahi