Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mauj Dhunde Kinara
|
Kalyanji Anandji | |||||
Bhoola Bhatka (1976) | Anand Bakshi | ||||||
mauj dhundhe kinara mauj dhundhe kinara
dekho raat dhundhe sitara
mauj dhundhe kinara dekho raat dhundhe sitara

ye hasina ye hasina dhundhe hum jaise yar ka sahara

koi bulbul koi bulbul akeli nahi rah sakegi
gulshan ho ya kafas ho gulshan ho ya kafas
gam ladki akeli nahi sah sakegi
gam ladki akeli nahi sah sakegi
chahe ghar ho chahe bas ho chahe ghar ho chahe bas ho
aisi bhi hai kya majburi dil me rah kar itni duri

chhodo aji chhodo aji aao na sath kitna
sath kitna jaruri hai tumhara hamara
mauj dhundhe kinara dekho raat dhundhe sitara
ye hasina ye hasina dhundhe hum jaise yar ka sahara
ye hasina ye hasina dhundhe hum jaise yar ka sahara
chahe mukh se chahe mukh se na bol najar to mila le
varna hum to chedenge varna hum to chedenge
dilwale diwane kai hum jaise
dilwale diwane kai hum jaise
raste me gherenge raste me gherenge
kad ki choti hai to kya hai dil ki khoti hai to kya hai

khoti jara choti thodi moti thodi moti hai to kya hai
rup kitna hai pyara