Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Matrbhumi Jo De Raqt Ka Dan
|
Manna Dey | Vasant Desai | ||||
Samrat Prithviraj Chauhan (1959) | Bharat Vyas | ||||||
jai matrbhumi jo de rakt ka daan
uska jivan dev tulay hai uska janm mahan
janani janam bhumishchay svargadapi gariyashi
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
ye tan hai man hai aur pran hai
tan man aur pran hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
iske kan kan pe likha ram krishn naam hai
ram krishn naam hai khud aatmao ke rudhir se
bhumi shasay sham hai bhumi shasay sham hai
dharam ka ye dham hai sada ise parnam hai
savtantar hai dhara yaha savtantar aasman hai
savtantar hai dhara yaha savtantar aasman hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
iski aan pe agar jo baat koi aa pade baat koi aa pade
iske samne banke pahad ho khade
shatru sab jahan ho rudhar aasman ho
mukabla karenge hum jo jaan me ye jaan hai
mukabla karenge hum jo jaan me ye jaan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
iski ruh me hajaro ganga jamuna jhumti
ganga jamna jhumti iske parwato ki
chotiya gagan ko chumti chotiya gagan ko chumti
bhumi ye mahan hai nirali iski shan hai
iski jai partha par likha vijay nishan hai
likha vijay nishan hai likha vijay nishan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai