Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mata Ke Dwar Par Jaao
|
Anup Jalota, Sadhna Sargam | Kalyanji Anandji | ||||
Prem Jaal (1986) | |||||||
mata ke dwar par jaao
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
ma sunti hai man ki boli
ma sunti hai man ki boli
karo yaad kahi par baithe
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
mata ke dwar par jaao
o suddhwan ganga ka jal
shree charno se bahta bhata
shree charno se bahta
o ardh kuwari se darwar ka
aadha rasta rahta rahta
aadha rasta rahta
hathi mathe ki opathrili
kathin chadhayi sahta
ma ke paas pahunch jaye raahi
jai mata ki kahta
jai mata ki kahta
sar uska sada rahe uncha
sar uska sada rahe uncha
ambe diske sar baithi
mata ke dwar par jao
chahe naam japoi ghar baithe
mata ke dwar par jao
chahe naam japoi ghar baithe
mata ke dwar par jao
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
yun to veshnav mata ka hai
parwat upar dera
parwat upar dera
lekin maiya karti apne
bhakto beech basera
bhakto beech basera
jholi bharti vipda harti
karti door andhera
bin bole bhi dhyan use
rahta hai tera mera
rahta hai tera mera
ma uski bhul ko bakse
ma uski bhul ko bakse
koi bhul agar kar baithe
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
mata ke dwar par jaao
bacho ko ma pyari lagti
ma ko bache pyare
ma ko bache pyare, pyare
ma ko bache pyare
neh lutaye kanth lagaye
sabki or nihare
sabki or nihare mata
sabki or nihare
aankho me aansu lekar
jo man se use pukare
karne ko dukh door
swaym aa jati uske dware
aa jati uske dware
jai mata di bolo jai mata di
jai mata di bolo jai mata di
jaikara ma sherawali ka
jaikara devi mai da
jo mata ki jai bole
jo mata ki jai bole
unko na koi dar baithe
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
ma sunti hai man ki boli
karo yaad kahi par baithe
mata ke dwar par jaao
chahe naam japo ghar baithe
mata ke dwar par jaao
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di
prem se bolo jai mata di
pyar se bolo jai mata di