Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mat Ja Mat Ja, Mere Bachpan Nadan
|
Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | ||||
Chhoti Si Mulaqat (1967) | Shailendra | Masti Bhare Geet | |||||
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma
jab se ye rut matwali aayi hai mere angan me
kehte hain ke jaise ke naina rutha rehta hai man
jab se ye rut matwali aayi hai mere angan me
kehte hain ke jaise ke naina rutha rehta hai man
apne ruthe man ko mai lekar jau kaha
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma
kal rat jag gayi nindiya aur bhor talak main jagi
ye kaisi mithi agni jo mere tan me lagi
kal rat chad gayi nindiya aur bhor talak main jagi
ye kaisi mithi agni jo mere tan me lagi
karde na mujhko pagal mere natkhat arma
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma
kyun laz lagi ha sabse kyu sabse chupti phiru
koi bhi nahi hai aisa haal apna jisse kahu
kyu laz lagi ha sabse kyu sabse chupti phiru
koi bhi nahi hai aisa haal apna jisse kahu
nadani meri dekho sabko samjhu nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehmaa
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan
bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehmaa
mat ja mat ja mat ja