Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mat Bhul Kabhi Nadaan
|
Shamshad Begum | M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla, E Shankar Shastri | ||||
Mangala (1950) | Pandit Indra | ||||||
mat bhul kabhi nadan
mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai
ab kya ye nadani hai kyu aankh me pani hai
mat baith kabhi ae dil kismat ke bharose tu
mat baith kabhi ae dil kismat ke bharose tu
himmat se badhe jana
himmat se badhe jana jo bigadi banai hai
uth ponch jara aansu batla de tu duniya ko
ujadi hui raho me manjil ki nishani hai
ujadi hui raho me manjil ki nishani hai
mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai
khamosh nigaho me hai shor kayamat ka
khamosh nigaho me hai shor kayamat ka
simati hui baho me bijali ki jabani hai
dil tod ke baithi to sab log kahenge yu
dil tod ke baithi to sab log kahenge yu
khayi thi kasam jhuthi ye uski kahani hai
khayi thi kasam jhuthi ye uski kahani hai
mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai