Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Masti Me Jo Nikli Munh Se Aisi Vaisi Baat
|
Sulakshana Pandit, Kishore Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Lahu Ke Do Rang (1979) | Farooq Qaisar | Dance Songs | |||||
masti me jo nikli muh se aisi waisi bat
us bat ko kabhi kisi par nahi kholna
kasam se nahi bolna dharam se nahi bolna
kasam se nahi bolna nahi nahi nahi nahi nahi
biti hai jo tanhayi me tere sang ye rat
is bat ko kabhi kisi par nahi kholna
kasam se nahi bolna dharam se nahi bolna
kasam se nahi bolna nahi nahi nahi nahi nahi
kahna tune sabse mera
raz mujhko jag na bole dhokhebaj
eye chhuna nahi chhuna nahi
chhuna ab na pike mere bal
aisa phie na karna mera hal
suno ji bolo bhi are vinti hai kya vahi nahi bolna
kasam se nahi bolna dharam se nahi bolna
kasam se nahi bolna nahi nahi nahi nahi nahi
he kaha jati ho he chhodo na
kahte chupke chupke itni bat
aye jaldi jaldi aisi rat
sajna tu to thahra mrhman
pas gayi muskilo me meri jaan
suno ji bolo bhi are wada hai are kya
kisi se nahi bolunga are nahi bolungi
kasam se nahi bolna dharam se nahi bolungi
dharam se nahi bolungi nahi nahi nahi nahi nahi
masti me jo nikli muh se aisi waisi bat
us bat ko kabhi kisi par nahi kholna
kasam se nahi bolna dharam se nahi bolungi
kasam se nahi bolna dharam se nahi bolungi
nahi nahi nahi nahi nahi