Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Masti Ke Hai Din Char
|
Asha Bhosle | R D Burman | ||||
Siyasat (1992) | Hasan Kamal | ||||||
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
aarzu chalki chalki chalki
jaise halki halki rang pyar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
aarzu chalki chalki chalki
jaise halki halki rang pyar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
ho abhi abhi aisi hawa chali
dil ko bheega gayi jaise ghata koi
ho abhi abhi aisi hawa chali
dil ko bheega gayi jaise ghata koi
saanso me shole dahkne lage
mausam sulgane lage
aanhe bahke bahke bahke
chhite mahke mahke kis fuhaar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
ho thame thame dil me dabe dabe
armaan jaag uthe aaj angdaayi liye
ho thame thame dil me dabe dabe
armaan jaag uthe aaj angdaayi liye
aane ko hai koi tufaan dil
ae mere naadan dil
naina khoye khoye khoye
jaage soye soye dard pyar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
aarzu chalki chalki chalki
jaise halki halki rang pyar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke
masti ke hai din char
pukarte chale hai din bahar ke