Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Masti Aur Jawani Ho
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Shankar Jaikishan | Rajesh Khanna, Helen | |||
Dil Daulat Duniya (1972) | Verma Malik | Romantic Songs | |||||
masti or jawani ho umar badi mastani ho
or dil me baimani ho to fir pyar bhi hoga
bilkul ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga
bilkul masti or jawani ho umar badi mastani ho
or dil me baimani ho to fir pyar bhi hoga
bilkul ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul
jab anjan mohabbat ka dil me ho arman chupa
jab anjan mohabbat ka dil me ho arman chupa
idhar bhi ho tufan chupa udhar bhi ho tufan chupa
tanhayi ka alam ho waqt bada hi jalim ho
pas me koi balam ho to fir pyar bhi hoga bilkul
ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul
masti or jawani ho umar badi mastani
ho or dil me baimani hoto fir pyar bhi hoga
bilkul ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul
dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe
dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe
nashe se palke bhari bhari madhoshi me hosh rahe
husn pe ek kayamat ho nakhra ek naj najakat ho
aankho me ek davat ho to fir pyar bhi hoga bilkul
ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul
masti or jawani houmar badi mastani ho
or dil me baimani ho to fir pyar bhi hoga bilkul
ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul
chanchal sokh jawani me bhari ho aag diwani me
chanchal sokh jawani me bhari ho aag diwani me
tan me itni garmi ho aag lagade pani me
mausam gehra gehra ho chand ka rang sunhara ho
na koi dar na koi pehra ho to fir pyar bhi hoga bilkul
ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul
masti or jawani ho umar badi mastani ho
or dil me baimani ho to fir pyar bhi hoga bilkul
ikrar bhi hoga bilkul didar bhi hoga bilkul