Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mast Baharo Kaa Mai Ashik
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra, Babita | |||
Farz (1967) | Anand Bakshi | ||||||
mast baharo kaa mai ashik mai jo chahu yar karu
chahe gulo ke saye se khelu chahe kalee se pyar karu
sara jahan hai mere liye mere liye
sara jahan hai mere liye mere liye
main hu wo divana jiske sab dewane hai
main hu wo divana jiske sab dewane hai
kisko hai jarurat teree ai jamane ha
meraa apna rasta duniya se kya wasta
mere dil me tamanao kee
duniya jawan hai mere liye mere liye
mast baharo kaa mai ashik mai jo chahu yar karu
chahe gulo ke saye se khelu chahe kalee se pyar karu
sara jahan hai mere liye mere liye
meree aankho se jara aankhe to mila de ha
meree aankho se jara aankhe to mila de ha
meree rahe rok le najare to bicha de ha
tere sar kee hai kasam mai jo chala gaya sanam
to ye rut bhee chalee jayegee
ye to yaha hai mere liye mere liye
mast baharo kaa mai ashik mai jo chahu yar karu
chahe gulo ke saye se khelu chahe kalee se pyar karu
sara jahan hai mere liye mere liye
sabko ye bata do kah do har najar se ha
sabko ye bata do kah do har najar se ha
koyee bhee mere siwa gujre naa idhar se ha
batla do is jahan ko samjha do khija ko
aaye jaye yaha naa koyee ye gulsitan hai mere liye mere liye
mast baharo kaa mai ashik mai jo chahu yar karu
chahe gulo ke saye se khelu chahe kalee se pyar karu
sara jahan hai mere liye mere liye