Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mar Jayenge Chahne Wale Tere
|
Suman Kalyanpur | G S Kohli | ||||
Jung Aur Aman (1968) | Prem Dhawan | ||||||
mar jayenge chahne vale tere
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
hum ne to kabhi socha hi nahi
hum ne to kabhi socha hi nahi
anjam hamara kya hoga
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
mere humdum yaha o mere humdum yaha
do dilo ki juban lakh samjhau koi samjhta nahi
ishk hai agar khata o ishk hai agar khata
jurm hai agar vafa to bhala kon ye jurm karta nahi
ye khata hamne ki han vafa hamne ki
dede saja ham sajavar hai
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
mere khwabo me to mere khwabo me to
roj aate the tum aaj kismat se didar bhi ho gaya
aaj hai samne o aaj hai samne
fir se jalva vohi jo dekha ke jhalk kahi kho gaya
ab to nikle sanam tere kadmo me dam
is hasin maut ke hum talabgar hai
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
hum ne to kabhi socha hi nahi
hum ne to kabhi socha hi nahi
anjam hamara kya hoga
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere