Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Manva Tu Haule Haule Gaaye Ja Geet
|
Asha Bhosle | S K Pal | ||||
Pyase Nain (1954) | Waheed Qureshi | ||||||
manva tu haule haule gaaye ja geet albele
manva tu haule haule gaaye ja geet albele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
manva tu haule haule gaaye ja geet albele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
bole re mithu chuggug ji
bole re mithu chuggug ji roti kha kar pani pee
ham khate hai sada roti tujhko dete shakkar ghee
pinjre ki kokh me rahkar khaye ja aam aur kele
pinjre ki kokh me rahkar khaye ja aam aur kele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
manva tu haule haule gaaye ja geet albele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
bole re billu myaou myaou
bole re billu myaou myaou tera dera shahar aur gaanw
tera rashan kaar nahi ja wapas tu ulte paanw
itne me roth gayi tu achcha mafi tu le le
itne me roth gayi tu achcha mafi tu le le
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
manva tu haule haule gaaye ja geet albele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
jis ghar me tera dera waha na aaye chor ka fera
jis ghar me tera dera waha na aaye chor ka fera
mata pita ka raaz hai ghar me mata pita ka raaz hai ghar me
ghar ke bahaar raaj hai tera
nokar tu jivanbhar ka maange na paise thele
nokar tu jivanbhar ka maange na paise thele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele
manva tu haule haule gaaye ja geet albele
duniya hai aani jani do din ke hai mele
do din ke mele