Lyrics of Mann Kasturi - मन् कस्तूरी
aant na paya meetha pani
aant na paya meetha pani
aur chhaur ki doori re
man kasturi re, jag dasturi re
man kasturi re, jag dasturi re
baat hui na poori re
man kasturi re, jag dasturi re
baat hui na poori re
khoje apni gandh na pave
chadar ka pai-bandh na pave
khoje apni gandh na pave
chadar ka pai-bandh na pave
bikhre bikhre chhandh sa tehle
dohon mein ye bandh na paave
nache hoke firki lattu o
nache hoke firki lattu, khoje apni dhuri re
man kasturi re, jag dasturi re
man kasturi re, jag dasturi re
baat hui na poori re
man kasturi re, jag dasturi re
baat hui na poori re
ho umar ki ginti haath na aai
purkhon ne ye baat bataai
ulta karke dekh sake to
ambar bhi hai gehri khaai
rekhaaon ke paar nazar ko
jisne fenka andhe mann se
satrangi bazaar ka khola
darwaza bin zor jatan ke
phir to jhooma bawla hoke
phir to jhooma bawla hoke, sar pe daal phituri re
man kasturi re, jag dasturi re, baat hui na poori re
man kasturi re, jag dasturi re, baat hui na poori re
man kasturi re, jag dasturi re, baat hui na poori re
man kasturi re, jag dasturi re
baat hui na, baat hui na, baat hui na poori re
paya meetha pani, baat hui na poori re