Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mann Hai Beqabu
|
Chithra K S, Malgudi Subha, S P Balasubramaniam | Raj Koti | ||||
Great Robbery (1996) | Mehboob Kotwal | ||||||
uyi masti aane lagi behoshi chhane lagi
koi churane laga hai mera dil
o yaha koi churane laga hai mera dil
uyi mann hai bekabu kiska ka hai ye jadu
ud ud ke jane laga hai mera dil
o yaha ud ud ke jane laga hai mera dil
aasam ki hur ho ya khuda ka noor ho
tum chaman ka phul ho dil na du to kya karu
zindagi ho tum meri raagni ho tum
menka ho tum ya to urvasi ho tum
nahi duniya me dekhi hai tum si haseena
mere jivan me aayi ho banke nagina
kal maine dekha tha jo pyar ka sapna
hona tha bas aaj hi ye sangam apna
oho ho ho oho ho ho
duniya me nahi koi tha mera apna
tumhe dekha to jana mujhe mil gaye sajna
pyar ki raho me bhi katon bhare gulshan hai
apne bhi yaha ulfat ke dushman hai
pal do pal mujhko bhi masti me rahne do
are jina kya marna kya pyar ke bina
nahi duniya me dekhi hai tum si haseena
mere jivan me aayi ho banke nagina
tum wafa ka naam ho are tum suhani sham ho
aur tumko kya kahu tum chhalkta jaam ho
jivan me tum aaye mujhe mil gayi khushiyan
kismat ki ye baat hai badli meri duniya
oho ho ho oho ho ho
tum se hi to hai sari khushiyan meri
teri aankho me dikhti hai duniya meri
vada kiya jo tune kabhi nahi bhulana
jaan bhi jaye chahe pyar tu nibhana
ya to dil na lagana lagaye to nibhana
ye jivan hai chahat ka ek tarana
hey hey hey hey
nahi duniya me dekhi hai tum si haseena
mere jivan me aayi ho banke nagina
tum wafa ka naam ho tum suhani sham ho
aur tumko kya kahu tum chhalkta jaam ho
zindagi ho tum meri raagni ho tum
menka ho tum ya to urvasi ho tum
nahi duniya me dekhi hai tum si haseena
uyi masti aane lagi behoshi chhane lagi
koi churane laga hai mera dil
o yaha koi churane laga hai mera dil
uyi ri ri ri
main bekabu kiska ka hai ye jadu
ud ud ke jane laga hai mera dil
o kaha ud ud ke jane laga hai mera dil