Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Manmatanga Re
|
Desh Gaurav | Vickky Agarwal | ||||
Phullu (2017) | Shaheen Iqbal | ||||||
manmatanga re manmatanga re
manmatange re manmatanga re
man ko hai manzur kiye ja
man mutabik tu jiye ja
kharch karde yaro pe dhadkane
badd duaiye ya duaiye jo mile tu liye ja
manmatanga re manmatanga re
manmatange re manmatanga re
mittiyon ki kashtiyon me beh raha hai
mittiyon ka aasma odhe hue
mittiyon ki kashtiyon me beh raha hai
mittiyon ka aasma odhe hue
muskurahat jeb me nikla hai leke
dard ki duniya se muh mode hue
pyaas ki pagdandiyo pe daurke
noor ka pyala jo aaye saamne
diye ja
manmatanga re manmatanga re
manmatange re manmatanga re
seepiyo mein kaie jam jaye na gum ki
aise jazbe dil me ab palte kahan hai
seepiyo mein kaaie jam jaye na gum ki
aise jazbe dil me ab palte kahan hai
khwab jo udhle hue hai dusro ke
unko seene wali do aankhein kahan hai
khoon ke ya paseene ke dhage
shaamiyana baarisho ke vaste
tu seeye ja
manmatanga re manmatanga re
manmatange re manmatanga re
maskhara hai ya masiha ye paheli
sirf aane wale kal ko ye pata hai
saath koi de na de parwah kaisi
saath tere tere saathi ki dua hai
jogiyon ko jag hasai se kya lena
yu bahake ye ujale tu andhere piye ja
manmatanga re manmatanga re
manmatange re manmatanga re