Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mandir Me Aaya Hai
|
Lata Mangeshkar | Hridaynath Mangeshkar | ||||
Harishchandra Taramati (1970) | Virendra Mishra | ||||||
mandir me aaya hai dukhiya ka koi laal
mandir me aaya hai dukhiya ka koi laal
teri bhi maa roye to kya hoga tera haal
mandir me aaya hai dukhiya ka koi laal
mandir me aaya hai
taro se bhara gagan phulo se bhara chaman
koi bhi sath nahi kuch mere hath nahi
mera man tut raha dhiraj bhi chut raha
ye kaisi maya hai parbhu ye kaisi maya hai
kaisa hai ye jal teri bhi maa roye to
kya hoga tera haal mandir me aaya hai
dukhiya ka koi laal mandir me aaya hai
rani ho ya cheri phir bhi hai maa meri
uska hi dhud piya ab wo hi hai dukhiya
sahne ki hai seema tera rath kyu dheema
mai maa ka aasu hu parbhu mai maa ka aasu hu
aur tu mera rumal teri bhi maa roye to
kya hoga tera haal mandir me aaya hai
dukhiya ka koi laal mandir me aaya hai
meri kya hai ginti choti si hai vinti
ro raha khilona hai aage kya hona hai
ye bhed jara tu khol nirmohi kuch to bol
andhiyara chaya hai tuhi hai ek mashal
tuhi hai ek mashal tuhi hai ek mashal
tuhi hai ek mashal