Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mana Ke Wafaa Jara Bhi Nahi Karte
|
Asha Bhosle | Ravi | ||||
Nai Maa (1960) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
mana ke wfa aap jara bhi nahi karte
par aise to mahfil se utha bhi nahi karte
bimare dile yaar hai muddat se tumhara
tum kaise masiha ho dwa bhi nahi karte
masiha banke bimaro ko kispe chhod jate ho
masiha banke bimaro ko kispe chhod jate ho
masiha banke bimaro ko kispe chhod jate ho
are taslli bhi diye jate ho dil bhi tod jate ho
taslli bhi diye jate ho dil bhi tod jate ho
hum bade betab hokar aap le daman bacha
koi apni jaan de aur aap dikhlaye ada
ja rahe ho jaao par ek bar mud kar dekh lo
gam hai aankhon mein lavo se aa rahi hai ye sada
masiha banke bimaro ko kispe chhod jate ho
ek jara thahro ye hasrat ki najar bhi dekh lo
dard dil bhi dekh lo darde jigar bhi dekh lo
kaam ban jaye hamara ek najar ki baat hai
kaya bigdta hai tumhara jo idhar bhi dekh lo
masiha banke bimaro ko kispe chhod jate ho
taslli bhi diye jate ho dil bhi tod jate ho