Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Man Ki Baat Jab Hotho Pe Aane Ko Ho (Duet)
|
Hemlata, Suresh Wadkar | Ravindra Jain | ||||
Raadha Aur Seeta (1979) | Ravindra Jain | ||||||
ankahi ansuni, baato ka madhu
mantar me dhaal ke
sukh ka anubhaw karo
yu hi sukh sapno ke, deep baal ke
kuch batane ko
kuch batane ko, kuch chhupane ko ho
bela kahne ki, fir na aane ko ho
kya ho, man aise me jo kah de
abhi nahi, abhi nahi, fir kabhi
man ki baat jab, hotho pe aane ko ho
kalpana kya kare
yadi kahne wala, maun sadh le
drishthi dekhe kaise
do naino ko jab laz bandh le
dhairy ka bandh
dhairy ka bandh tut jane ko ho
aur fir bhi na, man batane ko ho
kab tak, yuhi kahti rahogi
abhi nahi, abhi nahi, fir kabhi
man ki baat jab, hotho pe aane ko ho