Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Majnu Sa Aashiq Mar Gaya
|
Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar | G S Kohli | ||||
Naujawan (1966) | Anjaan | ||||||
majnu sa aashik mar gaya lekin nasiht kar gaya kya
karta mai toba ishk se aaya mijaje shrif me aaya
aaya mijaje shrif me majnu sa aashik mar gaya
lekin nasiht kar gaya kya karta mai toba ishk se
aaya mijaje shrif me aaya aaya mijaje shrif me
majnu sa aashik mar gaya lekin nasiht kar gaya
bade nasib se dil me vo aaj aaye hai
aji vo aaye hai abhi to aaye hai
junune ishk me junune ishk me
hum aaj ladkhdaye hai junune ishk me
hum aaj ladkhdaye hai ye haal dekha jab tera
ghabrake dil ne ye kaha kya karta mai toba ishk se
aaya mijaje shrif me aaya aaya aaya mijaje shrif me
majnu sa aashik mar gaya lekin nasiht kar gaya kya
hansi hansi me aashiki me jaan jane de
ye jaan jane de o jaan jane de
haseen maut ko haseen maut ko
hans kar gale laga ne de
haseen maut ko hans kar gale laga ne de
ye ishk ki hai intja kya hogi iski intiha
karta mai toba ishk se aaya mijaje shrif me aaya
aaya aaya mijaje shrif me majnu sa aashik mar gaya
lekin nasiht kar gaya kya karta mai toba ishk se
aaya mijaje shrif me aaya aaya aaya mijaje shrif me
majnu sa aashik mar gaya
khayal kya hai tumhara ke mai nashe me hu
aji hu hosh me khuda kasam maje me hu
sukun dil ka tamnna ki har khusi lele
ye vo nasha hai jo jite ji jindagi lele
ye ishk aag hai is aag me jal jane de
ye pyar dokha hai ye dokha
hans ke khane de sambhal kud ko zara
ye dil sambhlta nahi to fir na ishk se dar
ye dar niklta nahi ye puch humse ye puch humse
ye puch humse ye puch humse lupt kya hai dil lagane me
bada maja hai kaleje pe chot khane me
aashik khusi se mar gaye bujdil nasiht kar gaye
karta mai toba ishk se aaya mijaje shrif me aaya
aaya aaya mijaje shrif me aaya mijaje shrif me aaya
aaya mijaje shrif me aaya