Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Majbur Wafa Ki Hathon Se
|
Asha Bhosle | Snehal Bhatkar | ||||
Bindiya (1955) | Arsh Haidari | ||||||
majbur wafa ki hatho se
ummed ka daman chhut gaya
duniya ne kuch aise julm kiye
ik thes lagi dil tut gaya
dil me jo aag hai
hum usko bujha bhi na sake
dil me jo aag hai
hum usko bujha bhi na sake
apni bigdi huyi taqdeer bana bhi na sake
apni bigdi huyi taqdeer bana bhi na sake
dil me jo aag hai
bebasi ne hume majbur kiya hai aisa
bebasi ne hume majbur kiya hai aisa
kisse-e-gham unhe ro ro ke bhula bhi na sake
apni bigdi huyi taqdeer bana bhi na sake
dil me jo aag hai
haye majburi se wo aa bhi gaye the lekin
haye majburi se wo aa bhi gaye the lekin
apna dil chir ke hum unko dikha bhi na sake
apni bigdi huyi taqdeer bana bhi na sake
dil me jo aag hai