Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maine Sau Baar Khayalo Ke
|
Mohammed Rafi | Ravindra Jain | ||||
Parchhayeen (1989) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
maine so bar khyalo ke banaye khate
maine so bar khyalo ke banaye khate
ek surat hai jo rango me sawariti hi nahi
maine so bar khyalo ke banaye khate
jiske ango ki lachak mange hai dali dali
jo kayi phul khila jati hai angdayi se
jhum kar aati hai sawan ki ghatao ki tarah
or lipat jati hai aakar meri tanhayi se
mujhse us shokh ki taswir utarti hi nahi
maine so bar khyalo ke banaye khate
kitna rangi hai wo sabnam me nahaya sa badan
jisko chune ke liye hai pyar hai betab mera
kash wo husn shama jaye meri baho me
jiski chahat me paresha hai har ek khwab mera
uski khusbu meri sanso me bikharti hi nahi
maine so bar khyalo ke banaye khate
ek surat hai jo rango me sawariti hi nahi
maine so bar khyalo ke banaye khhake