The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Maine Kiya Tune Kiya, Humne Kiya Sabne Kiya
0
Suresh Wadkar, Asha Bhosle Laxmikant Pyarelal Mithun Chakraborty, Hema Malini
Sharara (1984) Anand Bakshi Masti Bhare Geet
Lyrics of Maine Kiya Tune Kiya, Humne Kiya Sabne Kiya - मैंने किया तूने किया, हमने किया सबने किया

maine kiya tune kiya hamne kiya sabne kiya
isne kiya usne kiya ye dil liya ye dil diya
ye na kiya to kya kiya
fir kya jiya nahi kiya jisne kisi se pyar

yani ye dunia is pyar se hi chalti hai yani ye dunia
yani ye dunia dilwalo se jalti hai
yani ye dunia is pyar se hi chalti hai
ulfat me hai dhokha logo ne mujhko roka
ulfat me hai dhokha logo ne mujhko roka
jab jab tera nam liya
maine kiya tune kiya hamne kiya sabne kiya
isne kiya usne kiya ye dil liya ye dil diya
ye na kiya to kya kiya
fir kya jiya nahi kiya jisne kisi se pyar

bato bato me dil pyar me kho jata hai
aankho aankho me ek wada ho jata hai
bato bato me dil pyar me kho jata hai
aankho aankho me ek wada ho jata hai
ye wada na toda yaro ne yar choda
ye wada na toda yaro ne yar choda
dunia ko chhod diya