Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maine Daba Li Thi (Female)
|
Anuradha Paudwal | Anand Milind | Aamir Khan, Juhi Chawla | |||
Tum Mere Ho (1990) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
main ne daba li thi main ne daba li thi
jo aag seene mein phir tune bhadka di ke
main dubi paseene mein ab tu bhi sulge to
maza aa jaye jeene mein jalu main bhi jale tu bhi
jalu main bhi jale tu bhi main ne daba li thi
jo aag seene mein phir tune bhadka di ke
main dubi paseene mein ab tu bhi sulge to
maza aajaye jeene mein
jalu main bhi jale tu bhi
jalu main bhi jale tu bhi
ghar se nikli thi main tujh se milne ko
dhalti shabnam mein mehek ne khilne ko
ghar se nikli thi main tujh se milne ko
dhalti shabnam mein mehek ne khilne ko
are jaag uthi tan mein jaise koi jwala
shabnam ko bhi tune shola bana daala
shola yahi bhardu
idhar aa tere seene mein
jalu main bhi jale tu bhi
jalu main bhi jale tu bhi
kab se tadpu re main teri baawariya
khul ke milne de sanpere sanwariya
kab se tadpu re main teri baawariya
khul ke milne de sanpere sanwariya
ab jo zeher maine paala umar bhar se
chakh le zara tu bhi baaho mein aa kar ke
jeena zeher ban jaye
to phir kya hai jeene mein
jalu main bhi jale tu bhi
jalu main bhi jale tu bhi
maine daba li thi jo aag seene mein
phir tune bhadka di ke main dubi paseene mein
ab tu bhi sulge to maza aa jaye jeene mein
jalu main bhi jale tu bhi
jalu main bhi jale tu bhi