Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maine Ae Jaan
|
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Roshan | ||||
Bedaagh (1965) | Shakeel Badayuni | ||||||
maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai
tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai
maine aye jan-e-vafa
is bharose pe ki mil jaye sahara mujhko
is bharose pe ki mil jaye sahara mujhko
tumpe quraban
tumpe quraban dil-o-jan ki daulat ki hai
maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai
tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai
maine aye jan-e-vafa
husn sadke ho kisi par ye kaha mumkin tha
husn sadke ho kisi par ye kaha mumkin tha
tumne mujh par
tumne mujh par mera dil le ke inayat ki hai
maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai
dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam
dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam
ye tumhari hi
ye tumhari hi nigaho ne shararat ki hai
maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai
tumane ik dard mujhe de ke qayamat ki hai
maine aye jan-e-vafa