Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main To Raho Me Pada Patthar Hu
|
Mohammed Rafi | Kamal Rajasthani | ||||
Rah Pada Patthar (1979) | Sad Songs | ||||||
main to raho me pada patthar hu
main to raho me pada patthar hu
sab rond ke chupchap gujar jate hai
kisko aehsas mere gam meri tanhai ka
main to raho me pada patthar hu
sab hai mashrufe safar ? gam sare kadam
kisko furast jo mere pas ghadi bhar thahre
kisko tafik mere gam ki kahani samjhe
main to raho me pada patthar hu
kaisa tufan tha kis jor ki wo aandhi thi
tum bhari bajm se katra ke yaha kyu aaye
kyu sawera pare ho tanha aankh wali se
basarat tabka hai fijul
sochata hu koi nabhi na idhar se gujare
uski lathi se takrai ki wo chauk pade
aur utha le mujhe ke main hu khidmat khil
faik de mujhe chattano ki taraf
ya mujhe pair se sarkake kinare kar de
aur main khoye huye yaro mein fir se aa jau
main to raho mein pada patthar hu
patthar hu patthar hu
main to raho me pada patthar hu