Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main Pyar Ki Kitab Hoon
|
Asha Bhosle | R D Burman | ||||
Ganga Meri Maa (1982) | Gulshan Bawra | ||||||
mai pyar ki kitab hu bade shok se padiye
anmol nagina hu mai anghuthi me jadiye
mai pyar ki kitab hu bade shok se padiye
anmol nagina hu mai anghuthi me jadiye
mai pyar ki kitab hu bade shok se padiye
anmol nagina hu mai anghuthi me jadiye
har ek ada ka mol hai
har ek ada ka ada ka har ek ada ka ada ka
har ek ada ka mol hai har naz ka daam
hum to huzur apke dar ke hai bas gulam
har ek ada ka mol hai har naz ka dam
hum to huzur apke dar ke hai bas gulam
ho jara fekiye fizul ki bato me na padiye
mai pyar ki kitab hu bade shok se padiye
anmol nagina hu mai anghuthi me jadiye
yu to lagaye baitha hai har koi meri aas
hakdar mera hai wahi hai mal jiske pas
yu to lagaye baitha hai har koi meri aas
hakdar mera hai wahi hai mal jiske pas
bin mal ke is kuche ke jino ne chadiye
anmol nagina
mai pyar ki kitab hu bade shok se padiye
anmol nagina hu mai anghuthi me jadiye
kahne ko hai ye janab ye badnam bastiya
chup chup ke ati hai yaha mashur hastia
kahne ko hai ye janab ye badnam bastiya
chup chup ke ati hai yaha mashur hastia
lagti hai yaha boliya kuchh age to badiye
anmol nagina hu mai anghuthi me jadiye
mai pyar ki kitab hu bade shok se padiye
anmol nagina hu mai anghuthi me
ho mai pyar ki kitab hu