Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main Prem Nagar Ka Raja
|
Shabbir Kumar, Asha Bhosle | Anand Milind | ||||
Pyar Hua Badnam (1992) | |||||||
main prem nagar ka raja tu roop nagar ki rani

prem kitaabon mein likhenge apni prem kahani
tu prem nagar ka raja main roop nagar ki rani

chand sitaaron pe likhenge apni prem kahani

teri zulfon ke saye pe jaane bahaar
mere bechain dil ko aata hai karaar
teri baahon ke ghere mein aa ke sanam
aisa lagta ho jaise naya ho janam
tu hain diwani main hu tera diwana
mujhko mere piya tu kabhi naa bhoolana
umarbhar pyar apna salamat rahe salamat rahe
tu prem nagar ka raja main roop nagar ki rani
chand sitaaron pe likhenge apni prem kahani
main prem nagar ka raja tu roop nagar ki rani
main khuda se yahi maangti hu dua
apni chahat ka tute nahi silsila
pyar ki raah mein uth gaye hain kadam
silsila ishq ab na hoga khtam
ek musafir hun main meri manzil hai tu
ek kashti hun main mera sahil hai tu
ho main to aashiq hu bas tere naam ka tere naam ka
tu prem nagar ka raja main roop nagar ki rani
chand sitaaron pe likhenge apni prem kahani
main prem nagar ka raja tu roop nagar ki rani
din judai ke agar kabhi aa jayenge
hum bichhadne se pahle hi mar jaayenge
itni chahat yaha koi karna nahi
maut ke naam se ishq darta nahi
haq tune wafa ka ada kar diya
maaf karna mujhe jo gila kar diya
ab jo mujhko sataya to mar jaaungi mar jaaungi