Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main Kesar Kasturi Mere Surat Ke Diwano
|
Krishna Kalle | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Helen | |||
Chhote Sarkar (1973) | Rajinder Krishan | Tareef Songs | |||||
mai kesar kasturi meri surat ke diwano
meri rangat par na jao meri khuhsbu ko pehchano
mai kesar kasturi meri surat ke diwano
meri rangat par na jao meri khushbu ko pehchano
mai kesar kasturi
kaha kaha se aa jate hai rat ke rahi rang zamane
jite jinki bhul ki thokar roz ki taza thokar khane
kuch jane kuch pehchane aur kuch inme anjane
kuch jane kuch pehchane aur kuch inme anjane
mai kesar kasturi meri surat ke diwano
meri rangat par na jao meri khusbu ko pehchano
mai kesar kasturi
aankh me jhuthi rangini hai jivan sabka fika fika
har mathe par laga huya hai gam ke chandan ka ek tika
apna apna dard chhupaye chalte phirte ye saye
apna apna dard chhupaye chalte phirte ye saye
mai kesar kasturi meri surat ke diwano
meri rangat par na jao meri khusbu ko pehchano
mai kesar kasturi
kadam kadam par jinke aise mayusi ke lage hai pehare
hath me lekar wo paimane dekh rahe hai khawab sunhare
pagal man ko yu bahlaye kadam kadam par dhokha khaye