Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main Jat Yamla Pagla Deewana
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Hema Malini, Dharmendra | |||
Pratigya (1975) | Anand Bakshi | Funny Songs | |||||
main jatt yamla pagla deewana main jatt yamla pagla deewana
ho rabba itti si bat na jana
ke ke ke o mainnu pyar kardi hai sade utte o mardi hai
ke o mainnu pyar kardi hai sade utte o mardi hai
main jatt yamla pagla deewana
ho rabba itti si bat na jana
ke ke ke o mainnu pyar kardi hai sade utte o mardi hai
ke o mainnu pyar kardi hai hay hay hay
sade utte o mardi hai
usne to kaha har bat ko ishare mein
diya bhi jala ke rakha raton ko chaubare mein
usne to kaha har bat ko ishare mein
diya bhi jala ke rakha raton ko chaubare mein
reshmi dupatta phenka peeng ke hulare mein
mele mein akele phiri bazar sare mein
kaun sa banaya na bahana bahana bahana
main jatt yamla pagla deewana
ho rabba itti si bat na jana
ke ke ke o mainnu pyar kardi hai sade utte o mardi hai
ke o mainnu pyar kardi hai he he he
sade utte o mardi hai
aisa nahin hota to wo aise sharmati na
mujhe ate dekh sadak pe bhag jati na
aisa nahin hota to wo aise sharmati na
mujhe ate dekh sadak pe bhag jati na
zulfon ke ghoonghat mein mukhda chhupati na
chhoti si umar mein wo jan ko lagati na
prem da rog purana purana purana
main jatt yamla pagla deewana
ho rabba itti si bat na jana
ke ke ke o mainnu pyar kardi hai sade utte o mardi hai
ke o mainnu pyar kardi hai he he he
sade utte o mardi hai
main jatt yamla pagla deewana