Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main Dil Bech Doongi
|
Kavita Krishnamurthy | Usha Khanna | ||||
Ghar Aur Bazaar (1986) | Kulwant Jani | ||||||
maa ki mamta ne bhi humko jab sikko me tol diya
humne bhi baajar me aakar laaj ka ghunghat khol diya
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
har ek cheej ae meharbaan bech dungi
jo kimat chukaaye wo le jaaye sabkuch
jo kimat chukaaye wo le jaaye sabkuch
ki mai aaj saari dukaan bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
ye aankho ki madeera ye hontho ki pyaali
ye gaalo ki laali najar ki ujaali
sunaaoge chaandi ki jhankaar to mai
jamin to jamin aasmaa bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
har ek cheej ae meharbaan bech dungi
jo kimat chukaaye wo le jaaye sabkuch
jo kimat chukaaye wo le jaaye sabkuch
ki mai aaj saari dukaan bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
suno meharbaano mere kadardaano
mohabbat bhi lelo jawaani bhi lelo
nishana bhi lelo nishaani bhi lelo
ye julfo ki chhawo ye makhamal si baanho
ye anghadaaiya lo ye tanhaaiya lo
ye jhula kamar ka ye laharaate baaju
latakta hua jaise koi taraaju
har ek rang ke phool khilte hai jisme
jawaani ka wo gulsita bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi
har ek cheej ae meharbaan bech dungi
jo kimat chukaaye wo le jaaye sabkuch
jo kimat chukaaye wo le jaaye sabkuch
ki mai aaj saari dukaan bech dungi
mai dil bech dungi mai jaan bech dungi