The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Main Bewafa Nahi Najar Se Na Utariye
0
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle Laxmikant Pyarelal Jeetendra, Reena Roy
Badle Ki Aag (1982) Verma Malik Sad Songs
Lyrics of Main Bewafa Nahi Najar Se Na Utariye - मैं बेवफा नहीं नजर से ना उतारिए

tu hi manjil tu hi maksad kuch bhi iske baad nahi
yaad agar kuch hai agar mujhko to
tere siwa kuch yaad nahi
yaaro ko daga dete hai jo yaar wo ye hai
sang dil hai bewafa hai jo makkar wo ye hai
nahi nahi nahi, mai bewafa nahi, mai bewfa nahi
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
dil sheese ka tukada hai phathar na mariye
mai bewfa nahi, mai bewfa nahi
wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
asli dikha ye chehra, ye nakli uthariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
dil sheese ka tukara hai pathar se na mariye
mai bewafa nahi mai bewafa nahi

dil me jo thi tamnna
dil me jo thi tamnna vo rang layi hai
barso ki jo talsh thi vo aaj payi hai
vo vaade vo karar vo wafa kaha gyi
vo vaade vo karar vo wafa kaha gyi
jiske liye janam janam ki kasam khayai hai
iljam se pahle iljam se pahle
iljam se pahle ye sochiye vichariye
dil sheese ka tukra hai pathar na mariye
wafa ke naam pe yu na dhoke se mariye
mai bewafa nahi, mai bewafa nahi

pyar ki hoti hai kya, pyar ki hoti hai kya
itni badi saja, ye kis khata ka badla mujhse apne liya
mai kya btau apko manjil meri hai kya
mai kya btau apko manjil meri hai kya
anjam abhi dekhna mere nasib ka
nasib sawar jayega khud ko sambariye
nasib sawar jayega khud ko sambariye
dil sheese ka bana hai pathar se na mariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
ilajam se pahle ye sochiye vichariye
asli dikha ye chehra, nakli uthariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
dil seese ka bana hai phathar na mariye
mai bewafa nahi mai bewafa nahi