Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni (Film Version)
|
KK | Pritam | ||||
Tubelight (2017) | Amitabh Bhattacharya | ||||||
main agar sitaron se chura ke laaun roshni
hawaon se chura ke laaun raagini
na poori ho sakegi unse magar teri kami
main agar nazaron se chura ke laaun rangatein
mazaaron se chura ke laaun barqatein
na poori ho sakegi unse magar teri kami
meri bezubaani qafas ek tune suna
mere gham ka merham tera pyar hai bepanah
bepanaah.. bepanah..
tere bina umar ke safar mein
bada hi tanha hoon main
raftaar jo waqt ki pakad na sake
woh lamha hoon main
falgun ke mahine tere bina hain pheeke
jo tu nahi toh saare saawan mere sukhe
main agar kitaabon se chura ke laaun kaayde
hisaabon se chura ke laaun faayde
na poori ho sakegi unse magar teri kami
main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
hawaaon se chura ke laaun raagini
na poori ho sakegi unse magar teri kami
tere gham ka main tujhse pehle karun saamna
tere hi liye toh mera pyaar hai bepanah
bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah
bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah