Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai To Tere Hasin Khayalo Me Kho Gaya
|
Mohammed Rafi | Lala Sattar | ||||
Sangram (1965) | Aish Kanwal | ||||||
mai to tere hasin khayalo me kho gaya
mai to tere hasin khayalo me kho gaya
duniya ye kah rahi hai ke diwana ho gaya
mai to tere hasin khayalo me kho gaya
ye husn tera khilta hua sa gulab hai
ye husn tera khilta hua sa gulab hai
aankhe teri hasin kamal ka shabab hai
tu lajavab hai
wo khush nasib hai teri mehfil me jo gaya
mai to tere hasin khayalo me kho gaya
koi na jisko samjha tu ek aisa raz hai
koi na jisko samjha tu ek aisa raz hai
mujhko bhi aaj apne mukaddar pe naz hai
tu dil navaj hai
aashiq hu teri zulf ke saye me so gaya
mai to tere hasin khayalo me kho gaya
daman chhuda ke jao na itne garur se
daman chhuda ke jao na itne garur se
kya hai kasur puchhte hai ham hujur se
dekho na dur se
kar do khata maf jo hona tha ho gaya
mai to tere hasin khayalo me kho gaya
duniya ye kah rahi hai ke diwana ho gaya
mai to tere hasin khayalo me kho gaya