Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai So Jau Mustafa Kehte Kehte
|
Shamshad Begum | Sardar Malik | ||||
Maa Ke Aansoo (1959) | Raja Mehdi Ali Khan,, Madan Mohan | Sad Songs | |||||
dua h wo mera ho idi dikha de
fir ek baar bichde huo ko mila de
mere dil se yaad unki jati nahi hai
mujhe nind raato ko aati nahi hai
mai so jau ya mustafa kehte kehte
khule aankh talle alla kehte kehte
mai so jau ya mustafa kehte kehte
khule aankh palle alla kehte kehte
jidhar dekhti hu gamo ka andhera
jidhar dekhti hu gamo ka andhera
bahut dur hai aarzu ka savera
aarzu ka savera
mai roti hu ya murtaja kehte kehte
mustafa kehte kehte
mai so jau ya mustafa kehte kehte
khule aankh talle alla kehte kehte
mere ansuo me madine ki galiya
mere ansuo me madine ki galiya
na jane khile kab ummido ki kaliya
ummido ki kaliya
hakim chahe ambiya kehte kehte
mustafa kehte kehte
mai so jau ya mustafa kehte kehte
khule aankh talle alla kehte kehte
musibat ki lahro me dil ka sathi na
musibat ki lahro me dil ka sathi na
madad kijiye meri sahe madina, shahe madina
bhanwar me chali ya khuda kehte kehte
mustafa kehte kehte
mai so jau ya mustafa kehte kehte
khule aankh talle alla kehte kehte
mai so jau ya mustafa kehte kehte
khule aankh talle alla kehte kehte