Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Raja Ko Apne Rijha Ke
|
Begum Akhtar | Gyan Dutt | ||||
Panna Dai (1945) | Deewan Sharar | ||||||
main raja ko apne rijha ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
main raja ko apne rijha ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
bigad jayege to mana ke rahungi
bigad jayege to mana ke rahungi
main man ki nagariya basa ke rahungi
main man ki nagariya basa ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
main raja ko apne rijha ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
wo aaye to sahi main naaj sab unke utha lungi
unhe aankho mein rakh lungi unhe dil mein bitha lungi
unhe dil ki dhadkan suna ke rahungi
unhe dil ki dhadkan suna ke rahungi
tammnaye unki jaga ke rahungi
tammnaye unki jaga ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
main raja ko apne rijha ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
sharabe shawab aur main jindgani
yahi hai yahi dono raaj jawani
wo chup chup se khamosh aaj kyo hai
wo chup chup se khamosh aaj kyo hai
unhe gudguda ke hansa ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi
main raja ko apne rijha ke rahungi
jawani ke jalwe dikha ke rahungi