Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Pyar Ki Laila Hu Paaoge Tum Na Aisi
|
Manna Dey, Sudha Malhotra | N Datta | ||||
Mr. X (1957) | Hasrat Jaipuri | ||||||
mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi
ye chand bhi diwana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi
ye chand bhi diwana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu
dil ka ilaaz kar du rakhti hu wo davai
tum jaise tukde dil ki takdeer bhi banai
dil ka ilaaz kar du rakhti hu wo davai
tum jaise tukde dil ki takdeer bhi banai
itna mujhe bata do hai koi mere jaisi
ye chand bhi diwana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi
ye chand bhi diwana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu
mai kya batau tujhko chahat ki aisi taisi
chakkar diye hai tune ulfat ki aisi taisi
is pyar ke jaha se bhagoge tum kaha tak
chhodungi mai na pichha jaoge tum jaha tak
ye baat hai to madam kismat ki aisi taisi
chakkar diye hai tune ulfat ki aisi taisi
mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi
ye chand bhi diwana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu
tarif apne muh se mai kya karu tumhari
duniya me tere jaisi dekhi hai kai nari
tarif apne muh se mai kya karu tumhari
duniya me tere jaisi dekhi hai kai nari
tum videshi ho ye baat hai sacchi
ye chand bhi diwaana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi
ye chand bhi diwaana surat hai meri aisi
mai pyar ki laila hu