Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Preet Ka Geet Sunau
|
Geeta Dutt | Shyam Babu Pathak | ||||
Preet Ka Geet (1950) | Premi | ||||||
main prit ka git sunau
main prit ka git sunau
sunau sunau kaise
main prit ka git sunau
mere man ka nit rijhau
mere man ka ni rijhau rijhau kaise
main prit ka git sunau
wo to aasman ka chanda
wo to aasman ka chanda
dalu kaise us par fanda
dalu kaise us par fanda
wo to badariya me chup chup jaye re
wo to badariya me chup chup jaye re
main us se najriya milau milau kaise
main prit ka git sunau
main prit ka git sunau
din me jiski yad sataye
rat me wo sapno me aaye
din me jiski yad sataye
rat me wo sapno me aaye
wo to bedardi hath na aaye re
wo to bedardi hath na aaye re
main us ko pas bulau bulau kaise
main prit ka git sunau
main prit ka git sunau
hai dil me aag aur aankho me pani
hai dil me aag aur aankho me pani
prit ki isko kahte nishani
prit ki isko kahte nishani
saiya salone ne ye bhi na jana re
saiya salone ne ye bhi na jana re
main prit ki rit sikhau kaise
main prit ka git sunau
main prit ka git sunau sunau sunau kaise
main prit ka git sunau