Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Naseeb Hu Kisi Aur Ka
|
Anwar, Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan | Amitabh Bachchan, Jaya Prada | |||
Insaniyat (1994) | Anjaan | Mujra Songs | |||||
mai naseeb hu
mai naseeb hu kisi aur ka
kisi aur ke mai paas hu
jo kisi jatan se na bujh sake
mai janam janam ki vo pyas hu
mai naseeb hu kisi aur ka
mujhe julm se kya daraye tu
mera saya chu na sakega tu
mujhe julm se kya daraye tu
mera saya chu na sakega tu
mere jism hai kisi aur ka
kisi aur ke mai paas hu
mai naseeb hu kisi aur ka
kisi aur ke mai paas hu
mai naseeb hu kisi aur ka
koi julm tujhpe kare yaha
to jala ke rakh dunga do jaha
tu naseeb hai mere pyar ka
ye naseeb kabhi na ho juda
tere khawabo teri yado ki
tere sanso ki wahi pyas hu
jara mudkar to jar
tere sath hu tere paas hu
lyrics typed by : pinky thukur