Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Nagan Hu
|
Mukesh Chand Mathur, Binapani Mukherjee | Gulshan Sufi | ||||
Durban (1946) | Tanveer Naqvi | ||||||
main naagan hu main naagan hu
zehrili badi katili vish hai mera gehna
mujhse bach kar rehna main naagan hu
hu dekhan mein chamkili hu dekhan mein chamkili
badi katili vish hai mera gehna
mujhse bach kar rehna main naagan hu
jal par mantar padh ke phunku
to jal bhi jal jaaye
jam jaaye akaash mein suraj
chanda aag lagaye kaliya ban jaye angare
bunde ban ke tapke taare
main aisi bin bajau main aisi bin bajau
vish ko amrit kar deti hai
jiski taan rasili jiski taan rasili
vish ko amrit kar deti hai
jiski taan rasili jiski taan rasili
mera koi nahin hai saathi
main sabko das jaati das jaati
mera koi nahin hai saathi
main sabko das jaati das jaati
dasna mera kaam maut hai mera naam dasna mera kaam
maut hai mera naam main maut hu
main maut hu main maut hu rang rangili
badi katili vish hai mera gehna
mujhse bach kar rehna main naagan hu