Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Kaisi Lagti Hu Badi Hasin
|
Shabbir Kumar, Asha Bhosle | Ram Laxman | ||||
Paap Ki Sazaa (1989) | Dev Kohli | ||||||
main kaisi lagti hu
badi hasin
are bol meri umar hain kya
yahi koi fourteen oh no
to fifteen no no
to sixteen are nahi re
to tum hi bata do na
sweety seventeen
sweety seventeen
main kaisi lagti hu
aah badi hasin
to bol meri umar hain kya
yahi koi fourteen no no
to fifteen oh no
to sixteen haar gaye
to tum hi bata do na
sweety seventeen
sweety seventeen
tujhpe ye nikhar meri jaan aa gaya
mere dil me pyar ka tufan aa gaya
ab to main jawan hu are chahe jo karu
hath nahi aau main to udti jaau
to tumhe pakad lu kya are abhi nahi
to kab tak sbar karu yahi koi teen baras oh no
to phir do baras no no
to phir ek baras are nahi
to tum hi bata do na
abhi isi ghadi
ha ha isi ghadi
banthan ke na jana aise nikla karo kyu
dil pe chhuriya chalti hain na machla karo haye
mera kya kasur hain jawani ki khata
jisne bhi dekh liya puche wo pata
rahti ho india me are pata nahi
hoga shehar koi kya bombay na na
ya lucknow are nahi
to phir delhi
to tum hi bata do na
tere dil me
ha tere dil me
ho gayi hain dillagi are ab to main chala kahan
mera kya hain main to hu ek bhawra manchala
jane jana ja rahe ho dil ko tod ke
araj kar rahi hu main to hath jod ke
jara sa ruk jaao nahi nahi
sang mujhe leke chalo kahan hotel me no no
to picture me nahi
ha thehtre me are baba nahi
to tum hi bata do na
batau to sidhe mandir me