Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai James Ye Bond
|
Alka Yagnik, Vinay Mandke, Sudesh Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Badi Bahen (1993) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
hello jemes hello bond
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
wo jo shraarat se nahi rukta
maa bahno se khel hai karta
tismaar khan banke ghumta bol hume pahachaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
hum to insaan ke dushman ki
gardan mod dete hai
jo bhi khidaki ho band hum par
usko tod dete hai
jara rukna jara rukna dikhana hai kamaal apna
jo nahi dekha hai aaj dekhoge meri jaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
kab tak bulbul kaid rahegi
kab tak bulbul kaid rahegi
kyu na milegi aazadi
acche acche saiyado ki
are acche acche saiyado ki
humne bhula di saiyadi
aap pahuche aap pahuche, sambhal jana sambhal jana
ki roke se nahi rukta aane wala tufaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
mai james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
o kahi aisa na ho dulhe ji
pagadi tang pad jaaye
sehra gir pade sar se
rang me bhang pad jaaye
kahte hai chacha suno bhatija
kahte hai chacha are suno bhatija
bure kaam ka bura natija hota hai bhaijaan
ye james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan
ye james ye bond ek dil ek jaan
humse jara miliye meharbaan