Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Hu Samne Tu Mere Samne
|
Usha Timothy | Ravindra Jain | ||||
Kanch Aur Heera (1972) | Ravindra Jain | ||||||
main hu samne tu mere samne
idhar aa jara najar na chura
aa meri baho me jannat raho me
aa meri baho me jannat raho me
yahi wo jagah hain jaha chain milega
mai hu samne tu mere samne
o diwaane samma aisa tujhe fir na milega
dur rahke tujhe bhi kya mujhe bhi kya milega
kya milega
raat ham milke gujaar kyu na le
zindagi ko pyaare sanwar kyu na le
aa aa meri baho me janak raho me
aa meri baho me janak raho me
yahi wo jagah hain jaha chain milega
mai hu samne tu mere samne
dil ki baaten na rakh dil me
tu mehfil me bata de
ho irada agar tera
to mujhpe dil se jaa luta de
baavare nahi hian khabar kal ki
naada hain jo soche abhi se kal ki
aa aa meri baho me jannat raho me
aa meri baho me jannat raho me
yahi wo jagah hain jaha chain milega
mai hu samne tu mere samne
main javaa hu javaa rut hain javaa tu hain
o bhole mere dhun pe to wo khud ko bhula
har gam mere sang hole
fir na tujhko aisa dildaar milega
fir na tujhko aisa dildaar milega
aa aa meri baho me jannat raho me
aa meri baho me jannat raho me
yahi wo jagah hain jaha chain milega
mai hu samne tu mere samne
aa meri baho me janak raho me
aa meri baho me janak raho me
yahi wo jagah hain jaha chain milega
mai hu samne tu mere samne