Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Hu Kafir Mast Hasina
|
Anuradha Paudwal, Asha Bhosle | Usha Khanna | ||||
Alibaba Marjnaa (1977) | Kulwant Jani | Dance Songs | |||||
mai hu kafir mast hasina mai bhi mushkil kar du jeena
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire

sham jaisi nazuk hai patli kamar
teer jaisi katil hai tirchi najar phul jaisi lali hai rukhsar par
jam jaisi masti hai guldar par rat ko mai niklu beparda agar
log kahe utra hai chand jami par
ha dekh liya hamne bhi has ke jidhar
ghum gayi sari khudayi udhar khudayi udhar
mai hu kafir mast hasina mai bhi muskil kar du jina
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
jism jaise sheeshe me sandal mila
aag jaise sone me heera jada
chal jaisi chalti hai thandi hawa
baal jaisi chhupti hai kali ghata
koi hame ab tak na aisa mila
dekh hame jisne na kafir kaha
or kabhi chehre se parda hata
haye maar dala yahi aayi sada aayi sada
mai hu kafir mast hasina mai bhi mushkil kar du jeena
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
husn hamara hai khudao ka bhi khuda
koi nahi aisa jo isse bach saka
ek taraf hum ho kabhi ik taraf khuda
or kabhi dono me ho mukabla
dekhne ke kabil ho fir ye tamaashaa
pal me jeet har ka ho jaye faisla
apne husn par hai hame itna bharosa
jeet jaye husn haar jaye khuda haar jaye khuda