Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Harijan Ki Chori (Female)
|
Rajkumari | Ramchandra Pal, Saraswati Devi | ||||
Naya Sansar (1941) | Kavi Pradeep | ||||||
main harijan ki chhori
main harijan ki chhori
hare hare mera
main harijan ki chhori
pari o ka desh ye to pari o ka desh
hum hai raja koi nahi rani
tu ban jaa patraani daya heen
sundar hai raaj kumar tumhara desh
pari o ka desh ye to pari o ka desh
yahan mera raja main to daras deewani
main tora raja aari kahe murajaaye
o mora raja tohri kahan hai sanwaari
baad jahan kachriya mein mori mehraani
yahan mora raja main to desh deewani
kaha chale hai more piya pardesia
kese udun main pankh nahi hai
kahan chale ho more bala jiya rasia
mohe bhi sang lia jao haaye chhaliya
ye sab kya tha mora sapna
ye sab bharam bharam tha mera sapna
koi nahi hai yanha pe more rasiya
saari nagariya mein kahet phirungi main to
daiya re daiya mohe beech bazariya mein
kaise sharmau more balam rasiya
main harijan ki chhori
main harijan ki chhori
hare hare mera
main harijan ki chhori