Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Geet Sunati Rehti Hu
|
Anees Khatoon | Master Krishnarao | ||||
Padosi (1941) | Pandit Sudarshan | ||||||
mai geet sunati rahti hu mai geet sunati rahti hu
mai man bahlati rahti hu mai man bahlati rahti hu
mai apne chanchal pavo ko mai apne chanchal pavo ko
din raat nachati rahti hu mai man bahlati rahti hu
mai man bahlati rahti hu
jiske man me aag nahi hai jiska jiwan raag nahi hai
jiska jiwan raag nahi hai us badkismat ke man ke
mai aas jagati rahti hu mai man bahlati rahti hu
mai geet sunati rahti hu mai man bahlati rahti hu
ye duniya sukh dukh ki baazi
jeet kisi ki haar kisi ki jeet kisi ki haar kisi ki
ye duniya sukh dukh ki baazi
jeet kisi ki haar kisi ki ye dunia dukh sukh ki bazi
haar se jo pagla rota hai haar se jo pagla rota hai
aise pagle ke dil ka mai
aise pagle ke dil ka mai dheer bandhati rahti hu
mai man bahlati rahti hu mai geet sunati rahti hu
mai man bahlati rahti hu