Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Bezuban Hu Panchhi
|
Asha Bhosle | Vasant Desai | ||||
Do Phool (1958) | Hasrat Jaipuri | Sad Songs | |||||
mai bejuban hu panchhi mujhe chhod kar dua le
chhoti si jan meri mujhe gam se tu chhuda le
mai bejuban hu panchhi mujhe chhod kar dua le
chhoti si jan meri mujhe gam se tu chhuda le
mai bejuban hu panchhi
fariyad meri sun le sunta nahi jamana
bali umar me gam ka mai ho gayi nisana
kismat meri kismat meri hai ruthi
tu hi use mana le chhoti si jan meri
mujhe gam se tu chhuda le mai bejuban hu panchhi
aisi kali hu jisne dekhi nahi bahare
dunia ke is chaman me ab hum kise pukare pukare
bhate nahi bhate nahi hai mujhko mahalo ke
ye nazare chhoti si jan meri mujhe gam se tu chhuda le
mai bejuban hu panchhi aankho me nind kaisi raato ko jagti hu
sote hai sari dunia mai to uth ke bhagti hu
bolu to bolu kaise muh par lage hai taale
chhoti si jan meri mujhe gam se
tu chhuda le mai bejuban hu panchhi