Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Bechain Rahta Hu
|
Nirmala Devi | Sardul Kwatra | ||||
Lady Robinhood (1959) | Shakeel Nomani | ||||||
aa aa main bechain rahta hu wo jante hain
unhe meri haalat ki sab kuchh khabar hain
main bechain rahta hu wo jante hain hain
unhe meri haalat ki sab kuchh khabar hain
unhi ki tabajjo ki ye sadgi hai
unhi ki nigaho ka dil par asar hain
unhi ki tabajjo ki ye sadgi hai
unhi ki nigaho ka dil par asar hain
hay main bechain rahta
mohabbat dilo pe asr kar chuki hain
jo kahati hain duniya wo hokar rahe
ha ha ji hokar rahe
ha ji hokar rahe
mai kya chahta hun wo kya chahti hain
na mujhko khabar hain na unko khabar hain
mai kya chahta hun wo kya chahti hain
na mujhko khabar hain na unko khabar hain
he main bechain rahta
mile gam kaza me, main kurbaan jaau
kaza bemohabbat kaha aa gaya
ha ha kaha aa gaya
ha kaha aa gaya
wo raato ko roti hain soti nahi hain
jo aalam idhar tha wo aalam udhar hain
wo raato ko rote hain sote nahi hain
jo aalam idhar tha wo aalam udhar hain
main bechain rahta hu wo jante hain
unhe meri haalat ki sab kuchh khabar hain
main bechain rahta hu wo jante hain
unhe meri haalat ki sab kuchh khabar hain
main bechain rahta hu wo jante hain
unhe meri haalat ki sab kuchh khabar hain