Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Bago Ki Bulbul
|
Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar | Anand Milind | ||||
Qaid Mein Hai Bulbul (1992) | Sameer | ||||||
chanchal shokh hawao jake sajna se kahna
chanchal shokh hawao jake sajna se kahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
chanchal shokh hawao jake sajna se kahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
aaja aaja
amber ke niche panghat ke pichhe
aise hi gaati rahungi main
gul gulsita ko sare jahan ko
nagme sunati rahungi main
amber ke niche panghat ke pichhe
aise hi gaati rahungi main
gul gulsita ko sare jahan ko
nagme sunati rahungi main
payal bajati khushbu lutati
main hu saheli baharo ki
shabnam ki bunde, phulo ki ladiya
hai mera gahna
chanchal shokh hawao jake sajna se kahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
aaja aaja
biti kahani baate purani
mujhko bahut yaad aati hai
pyasi fizaye teri sadaye
najdik mujhko bulati hai
biti kahani baate purani
mujhko bahut yaad aati hai
pyasi fizaye teri sadaye
najdik mujhko bulati hai
kaise milenge hum phir dobara
main puchhta hu nazaro se
dard-e-judai ka dard mujhko
ab to nahi sahna
chanchal shokh hawao jake sajna se kahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
main baago ki bulbul
mujhe pinjre me nahi rahna
aaja aaja aaja aaja