Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Akeli Mere Dildar Bahoot
|
Asha Bhosle | Ravi | ||||
Girls Hostel (1962) | Gulshan Bawra | ||||||
mai akeli mere dildaar bahot
meri ulfat ke hai beemar bahot
meri aankhon ne lakhon dilon pe hai jadu kiya aa
mai akeli mere dildar bahot
meri ulfat ke hain beemar bahot
meri aankhon ne lakhon dilon pe hai jadu kiya aa
mai akeli mere dildar bahot
koi kahey mujhpe rehem kijiye
koi kahey aisey na situm kijiye ae
koi kahey mujhpe rehem kijiye
koi kahey aissey na situm kijeeye
kabhi maine kisi pe qasam se sitam na kiya aa haye
mai akeli mere dildar bhhot
ru ru ru ru ru
ru ru ru ru ru
jisko bhi dekha maine hanske zara aaa
us ne hi puchha mere ghar ka pata
jisko bhi dekha maine hanske zara
us ne hi puchha mere ghar ka pata
aisi baatein sun ke ghabraye mera jiya aa hoye
main akeli mere dildar bahot
koi mere kale kale balon pe fida
koi mere gore gore galon pe fida
koi mere kale kale baalon pe fida
koi mere gore gore galon pe fida
meri har ek ada pe zamana fida ho gaya aa hoye
mai akeli mere dildar bahot
meri ulfat ke hai beemar bahot
meri aankhon ne laakhon dilon pe hai jadu kiya aa
mai akeli mere dildar bahot
meri ulfat ke hai beemar bahot